SEARCH RESULTS
Showing search results for "दौर-ए-फ़लक"
Ghazal MATCHES FOR "दौर-ए-फ़लक"
Ghazal
daur-e-falak ke shikve gile rozgaar ke
hai.n mashGale yahii dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Gopal Mittal
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
pahlii sii vo hikaayat-e-shaam-o-sahar nahii.n
shaayad kisii ne 'daur' tujhe kuchh bhulaa diyaa
Daur Afridi
Ghazal
ye chhup-chhup ke yakjaa piye.n 'daur'-o-zaahid
kisii ne bhii in shaahkaaro.n ko dekhaa
Daur Afridi
Ghazal
kyaa kaam inqalaab kaa kuchh bhii nahii.n yahaa.n
daur-e-falak ke daura-e-saaGar ko ittilaa.a
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
joruu-o-jafaa-e-daur-e-falak hai.n ba-qadr-e-ishq
ab jis qadar kisii pe ko.ii mehrbaa.n rahe
Talib Baghpati
Ghazal
mai.n huu.n 'falak Gulaam-e-alii yaa-alii madad
mujh ko mire imaam sabiile.n dikhaa.iye
Iftikhar Falak Kazmi
Ghazal
KHvaab ajdaad ke beTo.n kaa rasta takte hai.n
daur-e-falak par ta.abiire.n KHaamosh pa.Dii hai.n
Parwez Rahmani
Ghazal
daur-e-falak pe jab kabhii aa.ii ha.nsii mujhe
aalaam-e-rozgaar ne aavaaz dii mujhe
Aziz Warsi
Ghazal
talvaar le ke uThtaa hai har taalib-e-faroG
daur-e-falak me.n hai.n ye ishaare hilaal ke
Akbar Allahabadi
Ghazal
ai daur-e-falak mujh ko qasam sar kii hai apne
ham shaad kabhii ye dil-e-naashaad kare.nge
Hasrat Azimabadi
Ghazal
naqsh us kaa bhii kiyaa daur-e-falak ne baatil
thii jo kaave ke alam se ba.ndhii iqbaal kii khaal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
hissa-e-baKHt kaa maane hai yahii daur-e-falak
ba.Dh gayaa ghuum ke rasta mire paimaane kaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
sar-gashta huu.n daur-e-falak-e-piir se pahle
gardish me.n huu.n mai.n gardish-e-taqdiir se pahle
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ab aziyyat me.n kamii aa ga.ii ai daur-e-falak
tuul kuchh aur jahaan-e-shab-e-tanhaa.ii ko