SEARCH RESULTS
Showing search results for "पकड़ना"
Ghazal MATCHES FOR "पकड़ना"
Ghazal
jhuuTii ummiid kii u.nglii ko paka.Dnaa chho.Do
dard se baat karo dard se la.Dnaa chho.Do
Salman Akhtar
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
aaj bachpan kahii.n basto.n me.n hii uljhaa hai 'sahaab'
phir vo titlii ko paka.Dnaa vo u.Daanaa aa.e
Ajay Sahaab
Ghazal
vo bhii.D hai ki shahr me.n chalnaa muhaal hai
u.nglii paka.Dnaa baap kii bachcha na bhuul jaa.e
Kishwar Naheed
Ghazal
ek saaya thaa jise mai.n ne paka.Dnaa chaahaa
vo jo hotaa thaa ko.ii ab nahii.n hotaa ko.ii
Sulaiman Areeb
Ghazal
kitne ma.asuum ke ye saa.np paka.Dnaa chaahe.n
kitne bhole hai.n ki chhuute hai.n sharaare bachche
Farooq Engineer
Ghazal
dekhiye be-badanii kaun kahegaa qaatil hai
saaya-aasaa jo phire us ko paka.Dnaa mushkil hai
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
Gam us kaa apnii ruuh me.n ja.Dnaa pa.Daa mujhe
us ke mu'aamalaat me.n pa.Dnaa pa.Daa mujhe
Shahid Mahmood
Ghazal
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
Shamim Abbas
Ghazal
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
ab muztarib hai.n lams se mahruum u.ngliyaa.n
bachpan me.n titliyo.n ko paka.Dnaa zaruur thaa
Kaifi Sanbhali
Ghazal
jis ko meraa haath paka.Dnaa chaahiye thaa
vo merii ik Galatii pak.De baiThii hai
Gaurav Trivedi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
pak.Daa hii gayaa huu.n to mujhe daar pe khii.ncho
sachchaa huu.n magar apnii vakaalat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
bahut lahro.n ko pak.Daa Duubne vaale ke haatho.n ne
yahii bas ek dariyaa kaa nazaara yaad rahtaa hai
Adeem Hashmi
Ghazal
miraa na hone se kyaa farq us ko pa.Dnaa hai
pata chale jo kisii kam-nazar kaa ho jaa.e