SEARCH RESULTS
Showing search results for "बेजोड़"
Ghazal MATCHES FOR "बेजोड़"
Ghazal
diivaano.n ke KHvaab kii suurat an-mil aur bejo.D
apne aap se la.Dtii raate.n baate.n karte din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
qariib-o-duur se bejo.D aks ashiyaa ke
talaash karte hai.n aur daastaa.n banaate hai.n
Zafar Iqbal
Ghazal
bejo.D dostii hai mirii mere dil ke saath
jo us ko chaahiye hai nahii.n chaahiye mujhe
Sajid Raheem
Ghazal
ashko.n pe hai bejo.D saa ye aks-e-tabassum
aa.iine ke aa.iina muqaabil nahii.n hotaa
Shifa Gwaliari
Ghazal
aa ki hastii be-lab-o-be-gosh hai tere baGair
kaa.enaat ik mahshar-e-KHaamosh hai tere baGair
Seemab Akbarabadi
Ghazal
chand be-zor shajar chand khilaa.e hu.e phuul
aur gulchii.n kii gulistaa.n pe inaayat kyaa hai
Khalid Yusuf
Ghazal
ai zor-e-alii faqr-e-abuuzar se baromand
be-zor tire saamne har rustam-o-suhraab