SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुरस्सा"
Ghazal MATCHES FOR "मुरस्सा"
Ghazal
saliis shusta murassaa nafiis narm ravaa.n
dabaa ke daa.nto.n me.n aa.nchal Gazal uThaa.ii ga.ii
Shahzad Qais
Ghazal
kaun saa us me.n takalluf nahii.n paate har-chand
na murassaa na mozahhab na mutallaa hai vo ruKH
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mai.n ne kahaa ki ek murassaa Gazal huu.n mai.n
us ne kahaa ki aise to diivaan hai.n bahut
Daood Mohsin
Ghazal
umuur-e-saltanat takraar-e-aadaab-e-shahanshaahii
murassaa KHvaab-gaahe.n masnade.n daalaan the lekin
Sarwar Arman
Ghazal
nashist me.n is qadar ta.ammul ba-vaqt-e-ruKHsat
murassa' o musta'id savaarii me.n kyaa kamii thii
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
baiTh kar taKHt-e-murassaa pe mirii putlii ke
hai mubaarak jo karo raaj mirii aa.nkho.n me.n
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ba-qaul us ke murassaa Gazal kaa shaa.ir hai
Gazal kii aas thii us se magar rubaa.ii milii
Dr Anjana Singh Sengar
Ghazal
marhabaa aaj tum ne ai 'jauhar'
kyaa murassaa Gazal sunaa.ii hai
Raja Abdul Ghagoor Jauhar Nizami
Ghazal
'KHaakii' har ek sher murassaa hai is liye
haasid bhii daad de.nge yaqiinan pukaar ke
Khaki Hyderabadi
Ghazal
KHuun-e-dil se likkhaa hai mahzar-e-vafaa dekho
kis qadar murassaa hai kis qadar muzayyan hai
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
bhaalo.n se murassa' hai.n aaraasta tiiro.n se
har dil se ulajhne par maa.il hai.n tirii aa.nkhe.n
Prem Lal Shifa Dehlvi
Ghazal
ek do vaqfe ubaasii ke zaruur aate hai.n
Gair mumkin hai ko.ii nasr-e-murassa’ honaa
Asim Qamar
Ghazal
kitne naGmo.n se murassaa zindagii kaa saaz hai
taar ik TuuTe agar to maut kaa aaGaaz hai
Sajida Khatoon Tishna
Ghazal
nigaah yuu.nhii na bas rahguzar se vaapas aa
murassaa ho ke hado.n kii KHabar se vaapas aa
Ehtisham Bachhrayuni
Ghazal
bas-ki dushvaar hai har kaam kaa aasaa.n honaa
aadmii ko bhii muyassar nahii.n insaa.n honaa