SEARCH RESULTS
Showing search results for "रंज"
Ghazal MATCHES FOR "रंज"
Ghazal
na apnaa ranj na auro.n kaa dukh na teraa malaal
shab-e-firaaq kabhii ham ne yuu.n ga.nvaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
magar vo zuud-faraamosh zuud-ranj bhii hai
ki ruuTh jaa.e agar yaad kuchh dilaa.uu.n use
Ahmad Faraz
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
ai dil-e-shefta me.n aag lagaane vaale
ra.ng laayaa hai ye laakhe kaa jamaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
kitne masruur the jiine kii du.aa.o.n pe 'shakiil'
jab mile ranj to taasiir pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ye zindagii bhii ajab kaarobaar hai ki mujhe
KHushii hai paane kii ko.ii na ranj khone kaa
Javed Akhtar
Ghazal
yaa rab is iKHtilaat kaa anjaam ho ba-KHair
thaa us ko ham se rabt magar is qadar kahaa.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
ye ranj o aish hu.e hijr o vasl me.n ham ko
kahaa.n hai dozaKH o jannat kisii ko kyaa ma.aluum