SEARCH RESULTS
Showing search results for "रिफ़ाह-ए-आम"
Ghazal MATCHES FOR "रिफ़ाह-ए-आम"
Ghazal
vo thaana ho shifaa-KHaana ho yaa phir Daak-KHaana ho
rifaah-e-aam ke saare idaare ek jaise hai.n
Sarfaraz Shahid
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
dekhaa gayaa na mujh se ma.aanii kaa qatl-e-aam
chup-chaap mai.n hii lafzo.n ke lashkar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye baat sach hai yahaa.n guftuguu avaam se hai
magar adab ko guzargaah-e-aam mat karnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
KHudaa-parast samajhte hai.n farz KHidmat-e-KHalq
rifaah-e-aam me.n koshish mudaam karte hai.n
Inayatullah Raushan Badauni
Ghazal
kamaal-e-fan hai qatl-e-'aam us kaa
vo shiishagar hai aahan-gar nahii.n hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
ruuh-e-sayyad pe KHudaa jaane guzar jaa.egii kyaa
aam alii-ga.Dh me.n hu.ii kam-nazarii kahte hai.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
aap ke shikva-e-bejaa kaa gila kyaa karnaa
aap ne apnii mohabbat to kabhii dii hotii
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
hai.n ahl-e-KHirad kis ravish-e-KHaas pe naazaa.n
paabastagi-e-rasm-o-raah-e-aam bahut hai
Mirza Ghalib
Ghazal
sach baat kaun hai jo sar-e-aam kah sake
mai.n kah rahaa huu.n mujh ko sazaa denii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
har baat hai 'KHaalid' me.n pasandiida o matbuu
ik pairvii-e-rasm-o-rah-e-aam nahii.n hai
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
apnaa iz.haar asiir-e-ravish-e-aam nahii.n
jaise kah de.n vahii meyaar-e-hunar bantaa hai
Jaleel 'Aali'
Ghazal
har ek apnii jagah KHush har ik yahii samjhaa
nigaah-e-KHaas ba-tarz-e-nigaah-e-aam hu.ii
Raza Lakhnavi
Ghazal
ko.ii masiihaa na iifaa-e-ahd ko pahu.nchaa
bahut talaash pas-e-qatl-e-aam hotii rahii