SEARCH RESULTS
Showing search results for "रूह-ए-सिकंदर"
Ghazal MATCHES FOR "रूह-ए-सिकंदर"
Ghazal
sakta abhii ho ruuh-e-sikandar ko sharm se
aa.iina aa.e gar tire hairaa.n ke saamne
Rajab Ali Beg Suroor
Ghazal
kamand-e-‘aql kahaa.n ruuh-e-kaa.enaat kahaa.n
abhii saraahat-e-ramz-e-hayaat hii na hu.ii
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
miTaa loge jihaalat ko 'sikandar' tum
tumhe.n bhii ye na.ii dhunkii lagii hai kyaa
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
baaliidgiyaa.n ruuh-e-adab me.n to sameTo
aslaaf ke is hind me.n aasaar bahut hai.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
ruuh-e-sayyad pe KHudaa jaane guzar jaa.egii kyaa
aam alii-ga.Dh me.n hu.ii kam-nazarii kahte hai.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ruuh o tan kaa ishq ye qaa.em rahegaa daa.imii
KHatm ba.ad-e-marg bhii ye silsila hotaa nahii.n
Ibn-e-Mufti
Ghazal
tumhaarii ruuh kaa aakaash niilguu.n hai magar
ab aaftaab-e-badan kii kiran shikasta hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
jo nang-e-chaman kahte hai.n taariiKH to dekhe.n
ham ruuh-e-chaman ziinat-e-gulzaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
ruuh ko aalaa.ish-e-Gam se kabhii KHaalii na rakh
yaanii be-zangaar kis kaa aa.inaa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
yaad kaa sang-e-giraa.n ruuh kii gahraa.ii me.n
Duubtaa hai to ka.ii zaKHm ubhar aate hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
darvesh bhii hote hu.e ham aise Ganii hai.n
daaraa.ii-e-duniyaa-e-sikandar nahii.n kuchh bhii
Partav Rohila
Ghazal
is bulandii kaa safar sahl nahii.n hai 'raasiKH'
har qadam raah-e-mohabbat pe sambhal kar rakhnaa
Rasikh Irfani
Ghazal
yuu.n kaam kiye us ne hazaaro.n hame.n kyaa kaam
ham aa.ina-saazii-e-sikandar hii kahe.nge
Faheemuddin Ahmad Faheem
Ghazal
nazar aaya ab use dahr kaa faanii honaa
dekh rone lagaa bar-qabr-e-sikandar vaa.iz
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
vaqt kyo.n KHaak-nashiino.n kaa u.Daataa hai mazaaq
shaayad in me.n ko.ii ham-auj-e-sikandar nikle
Khaleeq Burhanpuri
Ghazal
Birj Lal Raana
Ghazal
sach sach ye kah rahaa hai tanaasuKH kaa mas.ala
ruuh-e-aziiz-e-yuusuf-e-kan.aa.n tumhii.n to ho
Radhe Shiyam Rastogi Ahqar
Ghazal
ai ruuh-e-asr jaag kahaa.n so rahii hai tuu
aavaaz de rahe hai.n payambar saliib se