SEARCH RESULTS
Showing search results for "ला-फ़ानी"
Ghazal MATCHES FOR "ला-फ़ानी"
Ghazal
vo ajab daur-e-mohabbat thaa zamaana thaa na vaqt
jaise dono.n ho.n kisii aalam-e-laa-faani me.n
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
ik ishrat-e-laa-faanii ik dard-e-baqaa-parvar
miizaan-e-do-aalam me.n ham tum hai.n baraabar se
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
aap laa-saanii hai.n laa-faanii bhii hai.n kyaa
ro.iye mat ek sachchaa 'ishq kiije
Nomaan Shauque
Ghazal
ruup badal kar naam badal kar aate hai.n
faanii ho kar bhii laa-faanii ham dono.n
Madan Mohan Danish
Ghazal
hai azal kii is Galat baKHshii pe hairaanii mujhe
ishq laa-faanii milaa hai zindagii faanii mujhe
Hafeez Jalandhari
Ghazal
hazrat-e-miir ke shaagird hai.n ruuhaanii ham
sher taKHliiq kiyaa karte hai.n laa-faanii ham
Yawar Azeem
Ghazal
fanaa honaa hai sab ko ik na ik din
yahaa.n par ko.ii laa-faanii nahii.n hai
Shyama singh sabaa
Ghazal
yahaa.n har shai har ik rishta hai miTTii
yahaa.n kuchh bhii to laa-faanii nahii.n hai