SEARCH RESULTS
Showing search results for "शौक़-ए-शहादत"
Ghazal MATCHES FOR "शौक़-ए-शहादत"
Ghazal
hasrat-e-shauq-e-shahaadat hai nikal jaane do
aaj KHanjar ko gale par mire chal jaane do
Piyare Lal Raunaq Dehlwi
Ghazal
dekh kar shauq-e-shahaadat bar-sar-e-maqtal miraa
qaatilo.n ne haath se ghabraa ke KHanjar rakh diye
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
kisii ko bhii na havas thii halaal hone kii
rivaaj-e-shauq-e-shahaadat mire guluu se hu.aa
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
ai naaz-e-ishq daar-o-rasan kii bisaat kyaa
mere vufuur-e-shauq-e-shahaadat ke saamne
Iram Lakhnavi
Ghazal
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
Jaimini Sarshar
Ghazal
KHusbuu-e-shauq-e-shahaadat se mo.attar ho kar
gulshan-e-mahzar-e-miiqaat pe aayaa hu.aa mai.n
Syed Mohammad Baqar
Ghazal
uglaa saa mujh me.n shauq-e-shahaadat nahii.n agar
pahlii sii kaaT bhii tirii talvaar me.n nahii.n
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
gardan jhukaa.e shauq-e-shahaadat me.n huu.n ravaa.n
dil le chalaa hai kuucha-e-jallaad kii taraf
Imdad Imam Asar
Ghazal
dekh to shauq-e-shahaadat kii tamanna zaalim
kar diyaa sar tire KHanjar ke havaale ham ne
Aalam Nizami
Ghazal
hame.n ne shauq-e-shahaadat kii ibtidaa kii thii
hamii.n pe KHatm hu.aa jaa.n nisaar karnaa bhii
Rashk Khaleeli
Ghazal
is qadar shauq-e-shahaadat ne mujhe dau.Daayaa
thak ga.e paa.nv mire baazuu-e-qaatil kii tarah
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
ai shauq-e-shahaadat kahii.n qismat na palaT jaa.e
baa.ndhii to hai talvaar bhii qaatil ne kamar bhii