SEARCH RESULTS
Showing search results for "समाजत"
Ghazal MATCHES FOR "समाजत"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
husuul kaam kaa dil-KHvaah yaa.n hu.aa bhii hai
samaajat itnii bhii sab se ko.ii KHudaa bhii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
mash.huur hai samaajat merii ki teG barsii
par mai.n na sar uThaayaa hargiz tire qadam se
Meer Taqi Meer
Ghazal
tuu jaave na jaave jo karnii thii ham ko
samaajat tirii ai sabaa kar chuke ham
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
paayaa suraaG-e-mazmuu.n gaahe radiif me.n bhii
laazim na thii samaajat har baar qaafiye kii
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
vaa.n kaam to hote hai.n KHushaamad se baraamad
kyaa fikr kare.n ham ko samaajat nahii.n aatii
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
mohabbat ek tarah kii nirii samaajat hai
mai.n chho.Duu.n huu.n tirii ab justujuu hu.aa so hu.aa
Hasrat Azimabadi
Ghazal
niim-shab ijz-o-samaajat se karuu.n dast daraaz
lafz dhone ke liye aa.nkho.n me.n saavan khul jaa.e
Badr Wasti
Ghazal
Ahmad Jahangir
Ghazal
minnat samaajat aur madaarat ke baad bhii
naaraaz hai.n vo merii vazaahat ke baad bhii
Mukarram Husain Awan Zamzam
Ghazal
Mirza Azfari
Ghazal
Natiq Gulavthi
Ghazal
na baKHshaa gul ko bhii dast-e-qazaa ne
bahut minnat-samaajat kii sabaa ne
Mohammad Abid Ali Abid
Ghazal
tuu ne KHud hii to mujhe jaan kahaa thaa varna
mai.n ne kab tujh se mohabbat kii samaajat kii thii
Kifayat Husain Awan
Ghazal
ko.ii minnat samaajat ko bhii KHaatir me.n na laa.e
to aise vaqt par buddhuu kalaa.ii kaaTte hai.n
Jashn Abbas
Ghazal
hukuumato.n ko badalnaa to kuchh muhaal nahii.n
hukuumate.n jo badaltaa hai vo samaaj bhii ho
Nida Fazli
Ghazal
dukhii samaaj me.n aa.nsuu bhare zamaane me.n
use ye kaun bataa.e ki ashk-baar na ho
Waseem Barelvi
Ghazal
daad de zarf-e-samaa.at to karam hai varna
tishnagii hai mirii aavaaz kii naGma kyaa hai