SEARCH RESULTS
Showing search results for "हुस्न-ए-करिश्मा-साज़"
Ghazal MATCHES FOR "हुस्न-ए-करिश्मा-साज़"
Ghazal
ishq-e-be-parvaa bhii ab kuchh naa-shakebaa ho chalaa
shoKHii-e-husn-e-karishma-saaz kii baate.n karo
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
KHirad kaa naam junuu.n pa.D gayaa junuu.n kaa KHirad
jo chaahe aap kaa husn-e-karishma-saaz kare
Hasrat Mohani
Ghazal
sho.ale saa rang kyaa hai vo husn-e-karishma-saaz
hai.n kashmakash me.n dekhne vaale pa.De hu.e
Hosh Tirmizi
Ghazal
husn-e-karishma-saaz kaa ye bhii kamaal dekh
patthar ko chhuu ke haath se laala banaa diyaa
Mohammad Ismail Shadan
Ghazal
muntazir hai ik jahaa.n husn-e-karishma-saaz kaa
ab uThaa bhii diijiye parda hariim-e-naaz kaa
Muslim Maleganwi
Ghazal
rah-e-vafaa me.n tamannaa-e-iltifaat hai kufr
jo jii me.n aa.e vo husn-e-karishma-saaz kare
Ashraf Rafi
Ghazal
maah-o-anjum me.n bhii us kaa husn jalva-rez hai
aaftaab ik aks hai husn-e-karishma-saaz kaa
Nazeer Rampuri
Ghazal
Maseehullah Khan Ataa
Ghazal
karishmaa-saaz-e-azal kyaa tilism baa.ndhaa hai
pariida rang hai har naqsh phir bhii pyaaraa hai
Mahmood Ayaz
Ghazal
karishmaa-saazi-e-husn-e-azal are tauba
miraa hii aa.iina mujh ko dikhaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
karishma-saazii-e-husn-e-tasavvuraat na puuchh
vo aa ga.e mire dil me.n KHayaal se pahle
Chandra Parkash Jauhar Bijnauri
Ghazal
karishma-saaz-o-saraapaa-bahaar hai ki nahii.n
shabaab-o-husn-e-Gazal baa-vaqaar hai ki nahii.n
Naim Hamid Ali
Ghazal
karishma-saaz-o-saraapaa-bahaar hai ki nahii.n
shabaab-o-husn-e-Gazal baa-vaqaar hai ki nahii.n
Naim Hamid Ali
Ghazal
Abid Nami
Ghazal
allaah-Ganii husn-e-nazar kaa ye karishma
aa.nkhe.n hai.n kidhar aur kidhar dekh rahe hai.n
Sayyad Safdar Hussain
Ghazal
ye husn ye shoKHii ye karishma ye adaa.e.n
duniyaa nazar aa.ii mujhe to kyaa nazar aayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
karishma-saaz kabhii sub.h kii safedii me.n
dar-e-shafaq se ko.ii rang to nayaa nikle
Shahnawaz Ahmad
Ghazal
ye muKHtasar sii daastaa.n hai jabr-o-iKHtiyaar kii
karishma-saaz ko.ii ho KHataa gunaahgaar kii
Iqbal Sohail
Ghazal
khilaa rahii hai.n gul-e-zaKHm diida-o-dil me.n
karishma-saaz tirii dilsitaaniyaa.n pyaare