SEARCH RESULTS
Showing search results for ".fvd"
Ghazal MATCHES FOR ".fvd"
Ghazal
badan churaa ke vo chaltaa hai mujh se shiisha-badan
use ye Dar hai ki mai.n to.D pho.D duu.ngaa use
Rahat Indori
Ghazal
jahaa.n tanhaa.iyaa.n sar pho.D ke so jaatii hai.n
in makaano.n me.n ajab log rahaa karte the
Nasir Kazmi
Ghazal
tire Guruur kaa huliya bigaa.D Daaluu.ngaa
mai.n aaj teraa garebaan phaa.D Daaluu.ngaa
Jaun Eliya
Ghazal
yuu.n raat ko hotaa hai gumaa.n dil kii sadaa par
jaise ko.ii diivaar se sar pho.D rahaa ho
Hari Chand Akhtar
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Gusse se uTh chale ho to daaman ko jhaa.D kar
jaate rahe.nge ham bhii garebaan phaa.D kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n is jahaan kii qismat badalne niklaa thaa
aur apne haath kaa likkhaa hii phaa.D aayaa huu.n
Jamal Ehsani
Ghazal
shaano.n ko chhiin chhiin ke phe.nkaa gayaa kahaa.n
aa.iine to.D-pho.D ke Daale kahaa.n ga.e
Kaleem Aajiz
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
taskiin-e-dil kii ek hii tadbiir hai faqat
sar pho.D liijiye ko.ii diivaar dekh kar
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
mar gayaa pho.D ke sar 'Gaalib'-e-vahshii hai hai
baiThnaa us kaa vo aa kar tirii diivaar ke paas
Mirza Ghalib
Ghazal
pho.D kar sar tire dar par yahii.n mar jaa.e.nge
ham tire shahr se hijrat nahii.n karne vaale
Nadim Nadeem
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
un ke diivaano.n ko sar pho.D ke diivaaro.n se
aaj manzuur hai aaraa.ish-e-zindaa.n karnaa
Bedam Shah Warsi
Ghazal
aa.nkho.n ko pho.D Daaluu.n yaa dil ko to.D Daaluu.n
yaa ishq kii paka.D kar gardan maro.D Daaluu.n