SEARCH RESULTS
Showing search results for ".gfze"
Ghazal MATCHES FOR ".gfze"
Ghazal
tho.Dii sii ijaazat bhii ai bazm-gah-e-hastii
aa nikle hai.n dam-bhar ko ronaa hai rulaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
ishrat-e-qatl-gah-e-ahl-e-tamannaa mat puuchh
iid-e-nazzaara hai shamshiir kaa uryaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dil kii gintii na yagaano.n me.n na begaano.n me.n
lekin us jalva-gah-e-naaz se uThtaa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
KHema-gaah-e-nigaah ko luuT liyaa gayaa hai kyaa
aaj ufuq ke dosh par gard kii shaal bhii nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
shoKH ho jaatii hai ab bhii tirii aa.nkho.n kii chamak
gaahe gaahe tire dilchasp javaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
tum se haasil hu.aa ik gahre samundar kaa sukuut
aur har mauj se la.Dnaa bhii tumhii se siikhaa
Zehra Nigaah
Ghazal
ham ne ilaaj-e-zaKHm-e-dil to Dhuu.nD liyaa lekin
gahre zaKHmo.n ko bharne me.n vaqt to lagtaa hai
Hastimal Hasti
Ghazal
vo vaqt aa gayaa hai ki saahil ko chho.D kar
gahre samundaro.n me.n utar jaanaa chaahiye
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n gahre paanii kii is rau ke saath bahtii rahuu.n
jaziira ho ki muqaabil ko.ii kinaara ho
Parveen Shakir
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
chaak parde se ye Gamze hai.n to ai parda-nashii.n
ek mai.n kyaa ki sabhii chaak-e-garebaa.n ho.nge