SEARCH RESULTS
Showing search results for ".iprt"
Ghazal MATCHES FOR ".iprt"
Ghazal
agar tumhe.n lag rahaa hai ye dukh bas uuprii hai.n
ye haath dekho qataar andar qataar dukh hai.n
Siddharth Saaz
Ghazal
uuprii dil se sahii kuchh to tasallii ho jaa.e
saaf inkaar se zaalim mujhe naashaad na kar
Abdul Aleem Aasi
Ghazal
Anjum Fauqi Badayuni
Ghazal
is tarah tum bhii basii ho mirii daanaa.ii me.n
jab kabhii art banaataa huu.n to ro detaa huu.n
Maaz Muaviya
Ghazal
jhuuTaa ye pyaar uuprii chaahat nahii.n qubuul
is baab me.n ko.ii bhii vazaahat nahii.n qubuul
Riyaz Anwar
Ghazal
Annkit Gautam
Ghazal
Naim Siddiqi
Ghazal
Dheh na jaa.e kahii.n ulfat kaa tirii taaj-mahal
is kii buniyaad ko dekh uuprii ta.amiir na dekh
Alam Faizabadi
Ghazal
jazba-e-shauq ba.Dhaataa hai judaa ho jaanaa
uuprii dil se zaraa mujh se KHafaa ho jaanaa
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Ghazal
us shoKH-e-sarv-qad kuu.n ham jaante the bholaa
mil uuprii tarah sii.n kyaa de gayaa hai baalaa
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
Nashtar Qaimganjvi
Ghazal
zindagii gar science hai is ko parakhnaa chaahiye
zindagii gar art hai is ko nikharnaa chaahiye
Rahib Maitreya
Ghazal
ik bahaana hame.n mil jaa.egaa jiine ke liye
uuprii dil hii se kah diijiye ham aap ke hai.n
Iftikhar Ahamad Siddiqi
Ghazal
iKHtilaaf kirno.n kaa uuprii dikhaavaa thaa
ek ho ga.e saare rang gahre paanii me.n