SEARCH RESULTS
Showing search results for ".okz"
Ghazal MATCHES FOR ".okz"
Ghazal
shab-e-firaaq thii ham zikr-e-yaar karte rahe
KHizaa.n se aKHz nashaat-e-bahaar karte rahe
Shaukat Wasti
Ghazal
Shahid Makuli
Ghazal
aKHz kartaa huu.n mai.n KHud apnii ja.Do.n se paanii
duusrii ko.ii si.nchaa.ii mujhe ma.aluum nahii.n
Mohammad Aazam
Ghazal
javaan nasl Galat raa.e aKHz kar legii
kahaaniyo.n ko haqiiqat ke baab me.n na likho
Rahmat Amrohvi
Ghazal
kah do baqqaal pisar se ki miraa dil le kar
qasd-e-aKHz-e-dil-e-aGyaar na haa.n kiijiyegaa
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
natiija aKHz kiyaa pai-ba-pai shikasto.n se
ki dushmanii se mohabbat ziyaada mushkil hai
Aqeel Shah
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik 'umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa