SEARCH RESULTS
Showing search results for ".pch"
Ghazal MATCHES FOR ".pch"
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
itnaa miiThaa thaa vo Gusse bharaa lahja mat puuchh
us ne jis jis ko bhii jaane kaa kahaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
na puuchh-gachh thii kisii kii vahaa.n na aav-bhagat
tumhaarii bazm me.n kal ehtimaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
mat puuchh ki kyaa haal hai meraa tire piichhe
tuu dekh ki kyaa rang hai teraa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
har mulaaqaat pe mahsuus yahii hotaa hai
mujh se kuchh terii nazar puuchh rahii ho jaise
faiz anwar
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
yaqii.n na aa.e to ik baat puuchh kar dekho
jo ha.ns rahaa hai vo zaKHmo.n se chuur niklegaa
Ameer Qazalbash
Ghazal
ishrat-e-qatl-gah-e-ahl-e-tamannaa mat puuchh
iid-e-nazzaara hai shamshiir kaa uryaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
na puuchh dil kii haqiiqat magar ye kahte hai.n
vo be-qaraar rahe jis ne be-qaraar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
sub.h-e-visaal puuchh rahii hai ajab savaal
vo paas aa gayaa ki bahut duur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
na puuchh aalam-e-bargashta-taala.ii 'aatish'
barastii aag jo baaraa.n kii aarzuu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kaav kaav-e-saKHt-jaanii haa.e-tanhaa.ii na puuchh
sub.h karnaa shaam kaa laanaa hai juu-e-shiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
puuchh baiThaa huu.n mai.n tujh se tire kuuche kaa pata
tere haalaat ne kaisii tirii suurat kar dii