SEARCH RESULTS
Showing search results for ".rks"
Ghazal MATCHES FOR ".rks"
Ghazal
yak nazar besh nahii.n fursat-e-hastii Gaafil
garmii-e-bazm hai ik raqs-e-sharar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
ye log kaise magar dushmanii nibaahte hai.n
hame.n to raas na aa.ii.n mohabbate.n karnii
Ahmad Faraz
Ghazal
raqs-e-mai tez karo saaz kii lai tez karo
suu-e-mai-KHaana safiiraan-e-haram aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jhuktii hu.ii nazar ho ki simTaa hu.aa badan
har ras-bharii ghaTaa ko baras jaanaa chaahiye
Nida Fazli
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
dar-ba-dar hone se pahle kabhii sochaa bhii na thaa
ghar mujhe raas na aayaa to kidhar jaa.uu.ngaa
Saqi Amrohvi
Ghazal
terii qurbat ke ye lamhe use raas aa.e.n kyaa
sub.h hone kaa jise shaam se Dar lagtaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
tire jilau me.n bhii dil kaa.np kaa.np uThtaa hai
mire mizaaj ko aasuudgii bhii raas nahii.n
Nasir Kazmi
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
kuchh to tire mausam hii mujhe raas kam aa.e
aur kuchh mirii miTTii me.n baGaavat bhii bahut thii
Parveen Shakir
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
raqs-e-sabaa ke jashn me.n ham tum bhii naachte
ai kaash tum bhii aa ga.e hote sabaa ke saath