SEARCH RESULTS
Showing search results for ".tej"
Ghazal MATCHES FOR ".tej"
Ghazal
hu.ii jin se tavaqqo' KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
dil ke sahraa me.n bahut tej kulaa.nche bharte
shaam hote hii tirii yaado.n ke aahuu aa.e
Pawan Kumar
Ghazal
KHud ko na ai bashar kabhii qismat pe chho.D tuu
dariyaa kii tej dhaar ko himmat se mo.D tuu
Dinesh Kumar
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ek lamhe me.n simaT aaya hai sadiyo.n kaa safar
zindagii tez bahut tez chalii ho jaise
Faaiz Anwar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
chaahe hai phir kisii ko muqaabil me.n aarzuu
surme se tez dashna-e-mizhgaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
vo teG mil ga.ii jis se hu.aa hai qatl miraa
kisii ke haath kaa us par nishaa.n nahii.n miltaa
Kaifi Azmi
Ghazal
kyaa jaaniye kyuu.n tez havaa soch me.n gum hai
KHvaabiida parindo.n ko daraKHto.n se u.Daa kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
sunaa hai teG ko qaatil ne aab-daar kiyaa
agar ye sach hai to be-shub.ha ham pe vaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
raqs-e-mai tez karo saaz kii lai tez karo
suu-e-mai-KHaana safiiraan-e-haram aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mai.n taaj huu.n to taaj ko sar par sajaa.e.n log
mai.n KHaak huu.n to KHaak u.Daa denii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
dil aaj bhii jaltaa hai usii tez havaa me.n
ai tez havaa dekh bikhar jaa.e.nge ik din