SEARCH RESULTS
Showing search results for ".tud"
Ghazal MATCHES FOR ".tud"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
baare chhuTe asiir-e-balaa us galii me.n aaj
hai.n tuud-haa-e-ganj-e-shahiidaa.n lage hu.e
Mirza Ali Lutf
Ghazal
ham ne maanaa ki taGaaful na karoge lekin
KHaak ho jaa.e.nge ham tum ko KHabar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
jab sivaa mere tumhaaraa ko.ii diivaana na thaa
sach kaho kuchh tum ko bhii vo kaar-KHaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
apnaa la.Dnaa bhii mohabbat hai tumhe.n ilm nahii.n
chiiKHtii tum rahii aur meraa galaa baiTh gayaa