SEARCH RESULTS
Showing search results for ".usch"
Ghazal MATCHES FOR ".usch"
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
teraa firaaq jaan-e-jaa.n aish thaa kyaa mire liye
ya.anii tire firaaq me.n KHuub sharaab pii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
darkaar hai shaguftan-e-gul-haa-e-aish ko
sub.h-e-bahaar pumba-e-miinaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
taptii hu.ii raaho.n se tujhe aa.nch na pahu.nche
diivaano.n ke ashko.n kii ghaTaa saath liye jaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ye ranj o aish hu.e hijr o vasl me.n ham ko
kahaa.n hai dozaKH o jannat kisii ko kyaa ma.aluum
Dagh Dehlvi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
vafaa kii aa.nch suKHan kaa tapaak do in ko
dilo.n ke chaak rafuu se silaa nahii.n karte
Amjad Islam Amjad
Ghazal
is taraf aish kii sham.e.n to udhar dil ke charaaG
dekhnaa ye hai ki parvaana kidhar jaataa hai
Nushur Wahidi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
koh-shigaaf terii zarb tujh se kushaad-e-sharq-o-Garb
teG-e-hilaal kii tarah aish-e-niyaam se guzar
Allama Iqbal
Ghazal
duniyaa laraz ga.ii dil-e-hirmaa.n-nasiib kii
is tarah saaz-e-aish na chhe.Daa kare ko.ii