SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHudaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "KHudaa.ii"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ronaa ilaaj-e-zulmat-e-duniyaa nahii.n to kyaa
kam-az-kam ehtijaaj-e-KHudaa.ii hai ro.iye
Abbas Qamar
Ghazal
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
taaq-e-abruu me.n sanam ke kyaa KHudaa.ii rah ga.ii
ab to puuje.nge usii kaafir ke but-KHaane ko ham
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
taKHt kyaa chiiz hai aur la.al-o-javaahar kyaa hai.n
ishq vaale to KHudaa.ii bhii luTaa dete hai.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
KHud-biin-o-KHud-shanaas milaa KHud-numaa milaa
insaa.n ke bhes me.n mujhe aksar KHudaa milaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
tum jise yaad karo phir use kyaa yaad rahe
na KHudaa.ii kii ho parvaa na KHudaa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
go is kii KHudaa.ii me.n mahaajan kaa bhii hai haath
duniyaa to samajhtii hai fara.ngii ko KHudaavand
Allama Iqbal
Ghazal
tum ne jo to.D diye KHvaab ham un ke badle
ko.ii qiimat kabhii lete to KHudaa.ii lete
Rahat Indori
Ghazal
ye bandagii KHudaa.ii vo bandagii gadaa.ii
yaa banda-e-KHudaa ban yaa banda-e-zamaana
Allama Iqbal
Ghazal
aisaa naadaan KHariidaar bhii ko.ii hogaa
jo tire Gam ke evaz saarii KHudaa.ii le le
Ahmad Faraz
Ghazal
dil ke ma.abuud jabiino.n ke KHudaa.ii se alag
aise aalam me.n ibaadat nahii.n hogii ham se
Iftikhar Arif
Ghazal
sanam-kade me.n bhii hai husn ik KHudaa.ii kaa
ki jo nikaltii hai suurat parii nikaltii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
yahii aalam rahaa parda-nashiinii kaa to zaahir hai
KHudaa.ii aap se hogii na ham se bandagii hogii