SEARCH RESULTS
Showing search results for "aashiqaana"
Ghazal MATCHES FOR "aashiqaana"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
sayyaad-e-gul-ezaar dikhaataa hai sair-e-baaG
bulbul qafas me.n yaad kare aashiyaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ye kis KHalish ne phir is dil me.n aashiyaana kiyaa
phir aaj kis ne suKHan ham se Gaa.ebaana kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
vo adaa-e-dilbarii ho ki navaa-e-aashiqaana
jo dilo.n ko fat.h kar le vahii faateh-e-zamaana
Jigar Moradabadi
Ghazal
vo siidhii-saadii adaa.e.n ki bijliyaa.n barse.n
vo dil-baraana muravvat ki 'aashiqaana lage
Nasir Kazmi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
hamesha fikr se yaa.n aashiqaana sher Dhalte hai.n
zabaa.n ko apnii bas ik husn kaa afsaana aataa hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aashiqaana hai aqiida bhii hamaaraa 'maa.il'
le ke ham naam-e-butaa.n zikr-e-KHudaa karte hai.n
Ahmad Husain Mail
Ghazal
mirii justujuu kaa haasil miraa shauq-e-vaalihaana
mirii aarzuu kii manzil na chaman na aashiyaana
Naaz Muradabadi
Ghazal
rabt-o-zabt-e-baahamii ke haa.e vo raaz-o-niyaaz
aashiqaana husn thaa aur ishq ma.ashuuqaana thaa
Bismil Saeedi
Ghazal
hai hamaarii dostii kaa yahii muKHtasar fasaana
tiraa shauq-e-KHud-numaa.ii miraa zauq-e-aashiqaana
J. P. Saeed
Ghazal
kamaal-e-husn kaa jis se tumhe.n KHazaana milaa
mujhe isii se ye andaaz-e-aashiqaana milaa
Aatish Bahawalpuri
Ghazal
kaifiyat baaham mohabbat me.n vo sarshaarii kii hai
aashiqaana un kaa taur andaaz jaanaana miraa
Shaukat Wasti
Ghazal
kyaa din the vo jo vaa.n karam-e-dil-baraana thaa
apnaa bhii us taraf guzar aashiqaana thaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
abhii to guu.nj rahe hai.n badan me.n sho.ale se
abhii to KHaam hai andaaz-e-aashiqaana miraa