SEARCH RESULTS
Showing search results for "adabi khutoot e ghalib ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "adabi khutoot e ghalib ebooks"
Ghazal
tum apne shikve kii baate.n na khod khod ke puuchho
hazar karo mire dil se ki is me.n aag dabii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
milte rahte hai.n mujhe aaj bhii 'Gaalib' ke KHutuut
vahii andaaz-e-taKHaatub ki miyaa.n kaise ho
Afzal Khan
Ghazal
jab se gulfaam-nigaarish hu.e Gaalib ke KHutuut
shaaKH-e-tahriir bhii gul-rez hu.ii jaatii hai
Mutrib Nizami
Ghazal
Meraj Faizabadi
Ghazal
hai.n vahii asl me.n miiraas-e-adab ke vaaris
'miir'-o-'Gaalib' kaa jo andaaz-e-bayaa.n jaante hai.n
Imtiyaz Nadeem
Ghazal
vafaa KHuluus-o-mohabbat kii baat kartaa huu.n
adab ke saath sharaafat kii baat kartaa huu.n
Mohammad Shafi Sitapuri
Ghazal
KHuluus-e-ishq hiraasaa.n hai ahl-e-duniyaa se
kisii Gariib ke ehsaas-e-aabruu kii tarah
Shamim Karhani
Ghazal
kuucha-e-diida-varaa.n me.n dar-e-taasiir ke paas
siikhne jaa.iye aadaab-e-suKHan miir ke paas
Ali Minai
Ghazal
vo zulf hai to harf-e-tataar-o-KHutan Galat
is lab ke hote naam-e-aqiiq-e-yaman Galat
Siraj Aurangabadi
Ghazal
maazii kaa aaj daur-e-tarab yaad aa gayaa
apnii tabaahiyo.n kaa sabab yaad aa gayaa
Mohammad Ali Shadan
Ghazal
mire lahuu se hai ik rang-e-nau bahaar-e-Gazal
Gariib-e-shahr huu.n lekin huu.n shahr-yaar-e-Gazal
Payam Fatehpuri
Ghazal
zindagii jhuul rahii hai ba-saliib-e-dauraa.n
kyo.n na angusht-ba-dandaa.n ho tabiib-e-dauraa.n
Saba Naqvi
Ghazal
Mushir Jhanjhanvi
Ghazal
tirii nigaah me.n ho husn-e-iltimaas kahaa.n
bujhegii haa.e mire dil kii ab ye pyaas kahaa.n
Mutrib Baliyavi
Ghazal
nazar me.n husn kaa tuufaa.n samaa nahii.n saktaa
mai.n apne KHvaab se daaman chhu.Daa nahii.n saktaa