SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahmad-ashfaq"
Ghazal MATCHES FOR "ahmad-ashfaq"
Ghazal
jitnii ham chaahte the utnii mohabbat nahii.n dii
KHvaab to de diye us ne hame.n mohlat nahii.n dii
Ahmad Ashfaq
Ghazal
ab kisii KHvaab kii ta.abiir nahii.n chaahtaa mai.n
ko.ii suurat pas-e-tasviir nahii.n chaahtaa mai.n
Ahmad Ashfaq
Ghazal
zamii.n vaalo.n kii bastii me.n sukuunat chaahtii hai
mirii fitrat sitaaro.n se ijaazat chaahtii hai
Ahmad Ashfaq
Ghazal
sab jal gayaa jalte hu.e KHvaabo.n ke asar se
uThtaa hai dhu.aa.n dil se nigaaho.n se jigar se
Ahmad Ashfaq
Ghazal
Ahmad Ashfaq
Ghazal
ga.e dino.n kii raqaabat ko vo bhulaa na sake
shariik-e-bazm the lekin nazar milaa na sake
Ahmad Ashfaq
Ghazal
vo mirii jur.at-e-kamyaab se naa-vaaqif hai.n
haa.n vahii log jo girdaab se naa-vaaqif hai.n
Ahmad Ashfaq
Ghazal
ruKH se gesuu haTaa mehrbaa.n baat kar
TuuTe.n KHaamoshiyaa.n merii jaa.n baat kar
Ashfaq Ahmad Saim
Ghazal
is zabt-e-be-misaal pe shaabaash diijiye
mujh ko mire kamaal pe shaabaash diijiye
Ashfaq Ahmad Saim
Ghazal
ishq kaa aisaa to me.aar nahii.n ho saktaa
ek hii shaKHs se do baar nahii.n ho saktaa
Ashfaq Ahmad Saim
Ghazal
guu.nge bahre hai.n ye farmaan kahaa.n sunte hai.n
ai KHudaa sun le ki insaan kahaa.n sunte hai.n
Ashfaq Ahmad Saim
Ghazal
chashm-e-giryaa.n ko jo baada the banaane vaale
ro pa.De aaj vo logo.n ko ha.nsaane vaale
Ashfaq Ahmad Saim
Ghazal
shauq-e-junuu.n ke vaaste dil kaa sukuu.n gayaa
muTThii se jaise ret phisaltii hai yuu.n gayaa
Ashfaq Ahmad Saim
Ghazal
zaruurat ke mutaabiq to sahaare laazmii ho.nge
agar dariyaa banaanaa ho kinaare laazmii ho.nge
Ashfaq Ahmad Saim
Ghazal
bahut se log hai.n mujh se KHasaara puuchhne vaale
tumhaaraa naam na le kar tumhaaraa puuchhne vaale
Ashfaq Ahmad Saim
Ghazal
manzilo.n kii or jaate sab ishaare mar ga.e
aa.nkh kii dahliiz par jab KHvaab saare mar ga.e