SEARCH RESULTS
Showing search results for "aitraaz"
Ghazal MATCHES FOR "aitraaz"
Ghazal
rakhnaa hai kahii.n paa.nv to rakkho ho kahii.n paa.nv
chalnaa zaraa aayaa hai to itraa.e chalo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
ye tiir dil me.n magar be-sabab nahii.n utraa
ko.ii to harf lab-e-chaaragar se niklaa thaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
utraa hai rag-o-pai me.n to dil kaT saa gayaa hai
ye zahr-e-judaa.ii ki gavaaraa bhii kabhii thaa
Ahmad Faraz
Ghazal
ik 'ishq naam kaa jo parinda KHalaa me.n thaa
utraa jo shahr me.n to dukaano.n me.n baT gayaa
Nida Fazli
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
chaman mai.n ra.ng-e-bahaar utraa to mai.n ne dekhaa
nazar se dil kaa Gubaar utraa to mai.n ne dekhaa
Muneer Niyazi
Ghazal
kaun utraa hai ye aafaaq kii pahnaa.ii me.n
aa.ina-KHaane kii hairat nahii.n dekhii jaatii
Parveen Shakir
Ghazal
zamaana dostii par in hasiino.n kii na itraa.e
ye aalam-dost aksar dushman-e-aalam bhii hote hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
utraa bhii to kab dard kaa cha.Dhtaa hu.aa dariyaa
jab kashtii-e-jaa.n maut ke saahil se lagii thii
Ahmad Faraz
Ghazal
tamaam jism kii uryaaniyaa.n thii.n aa.nkho.n me.n
vo merii ruuh me.n utraa hijaab pahne hu.e
Saqi Faruqi
Ghazal
janaab dekhaa saraapaa gulaab marmar kaa
abhii ye she'r the shero.n me.n chaa.nd utraa kabhii