SEARCH RESULTS
Showing search results for "ajamii"
Ghazal MATCHES FOR "ajamii"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
aur do-aatisha kar detii hai aaha.ng-e-Gazal
hindavii lai me.n navaa-e-ajamii tho.Dii sii
Ashfaq Husain
Ghazal
thaa miraa jo haashiya-bardaar 'barqii'-aazamii
us ne hii tauq-e-Gulaamii aa ke pahnaayaa mujhe
Barqi Azmi
Ghazal
hai TuuTaa dil miraa ab is jahaa.n se
na aataa kaash mai.n aayaa kahaa.n se
Ashraf Kamal Azami Nadvi
Ghazal
hu.aa niilaam ghar aur KHaanmaa.n aahista-aahista
chale ham chho.D ke apnaa makaa.n aahista-aahista
Ashraf Kamal Azami Nadvi
Ghazal
haTii chehre se jab un ke naqaab aahista-aahista
savaal aahista-aahista javaab aahista-aahista
Ashraf Kamal Azami Nadvi
Ghazal
hamaarii kam-nasiibii ke yahii aasaar lagte hai.n
ham apne aap hii se barsar-e-paikaar lagte hai.n
Ashraf Kamal Azami Nadvi
Ghazal
vo dil-e-naazuk pe zaKHmo.n kii giraanii de gayaa
taa-qayaamat na miTe aisii nishaanii de gayaa
Ashraf Kamal Azami Nadvi
Ghazal
nahii.n hai Thiik dikhaave kii shaan rahne de
tuu rah zamii.n pe fazaa me.n u.Daan rahne de
Ashraf Kamal Azami Nadvi
Ghazal
bujhegii tishna-labii kyaa mirii samundar se
mai.n apne KHvaab sunaataa nahii.n isii Dar se
Ashraf Kamal Azami Nadvi
Ghazal
sab ko qaa.il kar rahii hai KHush-bayaanii aap kii
kyaa qayaamat Dhaa.e hai Guncha-dahaanii aap kii
Ashraf Kamal Azami Nadvi
Ghazal
jhukii jhukii sii nazar be-qaraar hai ki nahii.n
dabaa dabaa saa sahii dil me.n pyaar hai ki nahii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
mai.n Dhuu.nDtaa huu.n jise vo jahaa.n nahii.n miltaa
na.ii zamiin nayaa aasmaa.n nahii.n miltaa
Kaifi Azmi
Ghazal
paro.n ko khol zamaana u.Daan dekhtaa hai
zamii.n pe baiTh ke kyaa aasmaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
zaraa sii baat thii andesha-e-ajam ne use
ba.Dhaa diyaa hai faqat zeb-e-daastaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
shor yuu.nhii na parindo.n ne machaayaa hogaa
ko.ii jangal kii taraf shahr se aayaa hogaa