SEARCH RESULTS
Showing search results for "aliil"
Ghazal MATCHES FOR "aliil"
Ghazal
uf ye tuufaan-e-nashaat aur mirii tab'-e-hazii.n
aah ye yuurish-e-naaz aur mai.n majruuh o aliil
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
KHirad aliil thii daur-e-sharaab se pahle
qadam me.n aa.ii thii laGzish shikast-e-jaam ke ba.ad
Shaukat Wasti
Ghazal
bahut aliil ho lekin ye buz-dilii hai 'salaam'
ki tum ko maut kaa saaya dikhaa.ii dene lage
Salam Machhli shahri
Ghazal
us ko sohbat kaa gar dimaaG nahii.n
tab.a apnii bhii kuchh aliil sii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Ghazal
aliil vaqt kii poshaak thaa buKHaar us kaa
vo ek jism thaa lekin karaah jaisaa thaa
Majid-ul-Baqri
Ghazal
karegaa kaun ta'aaqub udaas lamho.n kaa
ki jo 'aliil thaa mujh me.n vo mar gayaa aaKHir
Rind Saghari
Ghazal
aziiz itnaa hii rakkho ki jii sambhal jaa.e
ab is qadar bhii na chaaho ki dam nikal jaa.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
raaste jo bhii chamak-daar nazar aate hai.n
sab terii o.Dhnii ke taar nazar aate hai.n
Zubair Ali Tabish
Ghazal
ye aarzuu thii tujhe gul ke ruu-ba-ruu karte
ham aur bulbul-e-betaab guftuguu karte