SEARCH RESULTS
Showing search results for "anjaanii"
Ghazal MATCHES FOR "anjaanii"
Ghazal
Jamal Ehsani
Ghazal
Darnaa hai to an-jaanii aavaaz se Darnaa
ye to 'aanis' dekhaa-bhaalaa sannaaTaa hai
Aanis Moin
Ghazal
ek an-jaanii sadaa ne kyaa pata kyaa kah diyaa
ruuTh kar baiThii hai sab se KHaamushii bilkul alag
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
ik an-jaanii KHushii ke aasare me.n
hame.n har Gam gavaaraa ho gayaa hai
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
Gaaza-e-Gam ek thaa the sab ke chehre muKHtalif
Gaur se dekhaa to ko.ii shakl anjaanii na thii
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
ko.ii an-jaanii sii taaqat thii jo aa.De aa.ii
varna ham ne to bahar-gaam sambhalnaa chaahaa
Bashar Nawaz
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
ik an-jaanii duniyaa Dhuu.nD rahaa huu.n
taariikii me.n rasta Dhuu.nDh rahaa huu.n
Kumar Pashi
Ghazal
Akbar Masoom
Ghazal
zindagii ham ko lage phir se jo anjaanii sii
aur gayaa vaqt palaT aa.e to phir sher kahe.n
Aarif Akhtar Naqvi
Ghazal
mujh se is darja KHafaa kyuu.n ho ko.ii parda-nashii.n
aarzuu diid kii jab fitrat-e-insaanii hai
Hanson Rehani
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
ek an-jaanii sadaa kii khoj me.n chalte hu.e
ek mub.ham rabt ko diivaar karnaa hai mujhe
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
konaa haath aa.e to palluu ko paka.D lete hai.n log
tho.Dii anjaanii ijaazat bhii burii hotii hai