SEARCH RESULTS
Showing search results for "april"
Ghazal MATCHES FOR "april"
Ghazal
Azra Parveen
Ghazal
haa.n ye april hai bas aag hii barsaa.o abhii
khiltii kaliyo.n kii tarah boliye july me.n
Abdus Sami Siddiqui Naeem
Ghazal
agar tumhe.n lag rahaa hai ye dukh bas uuprii hai.n
ye haath dekho qataar andar qataar dukh hai.n
Siddharth Saaz
Ghazal
uuprii dil se sahii kuchh to tasallii ho jaa.e
saaf inkaar se zaalim mujhe naashaad na kar
Abdul Aleem Aasi
Ghazal
Anjum Fauqi Badayuni
Ghazal
jhuuTaa ye pyaar uuprii chaahat nahii.n qubuul
is baab me.n ko.ii bhii vazaahat nahii.n qubuul
Riyaz Anwar
Ghazal
Dheh na jaa.e kahii.n ulfat kaa tirii taaj-mahal
is kii buniyaad ko dekh uuprii ta.amiir na dekh
Alam Faizabadi
Ghazal
jazba-e-shauq ba.Dhaataa hai judaa ho jaanaa
uuprii dil se zaraa mujh se KHafaa ho jaanaa
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Ghazal
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
us shoKH-e-sarv-qad kuu.n ham jaante the bholaa
mil uuprii tarah sii.n kyaa de gayaa hai baalaa
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
ik bahaana hame.n mil jaa.egaa jiine ke liye
uuprii dil hii se kah diijiye ham aap ke hai.n
Iftikhar Ahamad Siddiqi
Ghazal
Nashtar Qaimganjvi
Ghazal
iKHtilaaf kirno.n kaa uuprii dikhaavaa thaa
ek ho ga.e saare rang gahre paanii me.n