SEARCH RESULTS
Showing search results for "asam"
Ghazal MATCHES FOR "asam"
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
chhaa.nv mil jaa.e to kam daam me.n bik jaatii hai
ab thakan tho.De se aaraam me.n bik jaatii hai
Munawwar Rana
Ghazal
nikalnaa KHuld se aadam kaa sunte aa.e hai.n lekin
bahut be-aabruu ho kar tire kuuche se ham nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
har raat machaate phire.n hai.n shauq se dhuume.n
ye mast-e-mai-e-ishq hai.n kab KHauf-e-asas me.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
maut bar-haq to hai lekin ik qariine kii tarah
KHud ko mai.n le kar gayaa suu-e-adam tartiib se
Mohammad Tausif
Ghazal
zaahid hu.aa asaam hu.aa barhaman hu.aa
is rah me.n rahnumaa jo banaa raahzan hu.aa
Munshi Bihari Lal Mushtaq Dehlwi
Ghazal
baariik hai.n dahan se tire vaqt-e-KHanda yaar
karte hai.n diid-e-hastii o sair-e-adam baham
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
apnii qalam ko rang-e-siyaasat se mo.D kar
kashmiir pe asaam pe gujraat pe likhe.n
Khalid Azmi
Ghazal
qanaa.at na kar aalam-e-ra.ng-o-buu par
chaman aur bhii aashiyaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
mujh pe hii KHatm hu.aa silsila-e-nauhagarii
is qadar gardish-e-ayyaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
tamaam shahr me.n aisaa nahii.n KHuluus na ho
jahaa.n umiid ho is kii vahaa.n nahii.n miltaa
Nida Fazli
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
kitnaa aasaa.n thaa tire hijr me.n marnaa jaanaa.n
phir bhii ik umr lagii jaan se jaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
dast-e-falak me.n gardish-e-taqdiir to nahii.n
dast-e-falak me.n gardish-e-ayyaam hii to hai