SEARCH RESULTS
Showing search results for "ashra"
Ghazal MATCHES FOR "ashra"
Ghazal
KHvaahish-e-vasl! tiraa kyaa ho jo ham saal-ba-saal
ashra-e-soz Gam-e-hijr manaane lag jaa.e.n
Fartash Syed
Ghazal
Qayem Chaandpuri
Ghazal
Tafzeel Ahmad
Ghazal
mujh tak rasaa.ii paa.e kahaa.n mehr-o-maahtaab
har ek ko nahii.n hai miraa qurb dastyaab
Mahmood Ashra Maleg
Ghazal
kis mo.D pe le aa.ii hai auqaat hamaarii
hotii hai kahaa.n sub.h kahaa.n raat hamaarii
Mahmood Ashra Maleg
Ghazal
ham divaano.n kii hai pahchaan hamesha ke liye
chaak rakhte hai.n garebaan hamesha ke liye
Mahmood Ashra Maleg
Ghazal
jo haq-navaa.ii ko samjhe hunar nahii.n miltaa
yahaa.n pe ko.ii bhii ahl-e-nazar nahii.n miltaa
Mahmood Ashra Maleg
Ghazal
hamaare hisse me.n har vaqt aa.ii tanhaa.ii
nujuum-e-dahr me.n apnii kamaa.ii tanhaa.ii
Mahmood Ashra Maleg
Ghazal
bulandii pastii faqat apnii 'umr Dhalne tak
hai kaar-e-jehd-e-musalsal to saa.ns chalne tak
Mahmood Ashra Maleg
Ghazal
duniyaa kaa bojh kaa.ndho.n pe tanhaa liye hu.e
kaise jiyuu.n mai.n turfa-tamaasha liye hu.e
Mahmood Ashra Maleg
Ghazal
fasaahato.n par agar inhisaar hone lage
miraa suKHan bhii adab me.n shumaar hone lage
Mahmood Ashra Maleg
Ghazal
apnii aashufta-bayaanii me.n zaruur aa.egaa
tazkira pyaas kaa paanii me.n zaruur aa.egaa
Mahmood Ashra Maleg
Ghazal
lafz raushan karne ke laa.e.nge jab andaaz ham
ahl-e-'ilm-o-fan me.n ho.nge saahib-e-e'zaaz ham