SEARCH RESULTS
Showing search results for "ashraar"
Ghazal MATCHES FOR "ashraar"
Ghazal
taKHsiis ne.amato.n me.n abraar kii nahii.n kuchh
ashraar par bhii har-dam hai lutf-e-aam teraa
Anisa Haroon Sharwaniya
Ghazal
shaagird amiir-hamza-e-saahib-qiraa.n ke hai.n
kyuu.nkar bhalaa na qil.a-e-ashraar to.Diye
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
aaj phir luT ga.ii ismat kisii doshiiza kii
surKH hai surKHi-e-aKHbaar KHudaa KHair kare
Bedar Bhopali
Ghazal
ab dar-andaazii-e-aGyaar nahii.n chal saktii
KHuub pahchaante hai.n yaar ke darbaa.n mujh ko
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
aahaT sii ko.ii aa.e to lagtaa hai ki tum ho
saaya ko.ii lahraa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
aire-Gaire log bhii pa.Dhne lage hai.n in dino.n
aap ko aurat nahii.n aKHbaar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Ghazal
ash.aar mire yuu.n to zamaane ke liye hai.n
kuchh sher faqat un ko sunaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ishrat-e-qatl-gah-e-ahl-e-tamannaa mat puuchh
iid-e-nazzaara hai shamshiir kaa uryaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ek chingaarii nazar aa.ii thii bastii me.n use
vo alag haT gayaa aa.ndhii ko ishaara kar ke
Rahat Indori
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kahaa.n kaa sabr ki dam par hai ban ga.ii zaalim
ba tang aa.e to haal-e-dil aashkaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
jiinaa mushkil hai ki aasaan zaraa dekh to lo
log lagte hai.n pareshaan zaraa dekh to lo
Javed Akhtar
Ghazal
yaad use bhii ek adhuuraa afsaana to hogaa
kal raste me.n us ne ham ko pahchaanaa to hogaa
Javed Akhtar
Ghazal
ye jo diivaane se do-chaar nazar aate hai.n
in me.n kuchh saahab-e-asraar nazar aate hai.n