SEARCH RESULTS
Showing search results for "avsar"
Ghazal MATCHES FOR "avsar"
Ghazal
ham aapdaa.o.n me.n avsar talaash karte hu.e
shikaarii khet me.n tiitar talaash karte hu.e
Dr. Mobashshera Sadaf 'Ghazal'
Ghazal
faa.ede ham hii uThaa paa.e na rab to varna
apne bando.n ke liye sai.nka.Do.n avsar laa.e
Darshan Dayal Parwaz
Ghazal
ajiib baat hai rahbar nazar nahii.n aataa
musiibato.n me.n vo aksar nazar nahii.n aataa
Kailash Jha Kinkar
Ghazal
KHush ho jaayaa karte hai.n man hii man aksar
KHud se baate.n kar lete hai.n tanhaa.ii me.n
Manik Vishwakarma Navrang
Ghazal
aapdaa me.n tum ne Dhuu.nDhaa thaa jise
yaad hai tum ko vahii avsar huu.n mai.n
Ratan Kumar Ratan
Ghazal
is daur ke rahbar se mohabbat kii umiide.n
jis daur me.n sab biij hii avsar me.n pa.De hai.n
Maikash Azmi
Ghazal
influenza me.n hai.n 'ushshaaq aksar mubtalaa
kuucha-e-jaanaa.n mukammal ward bantaa jaa.e hai
Ata Lucknowi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
raah chalte hu.e aksar ye gumaa.n hotaa hai
vo nazar chhup ke mujhe dekh rahii ho jaise
Faaiz Anwar
Ghazal
mai.n aksar sochtaa huu.n phuul kab tak
shariik-e-girya-e-shabnam na ho.nge
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
is tamaashe me.n ulaT jaatii hai.n aksar kashtiyaa.n
Duubne vaalo.n ko zer-e-aab mat dekhaa karo