SEARCH RESULTS
Showing search results for "baa.nchnaa"
Ghazal MATCHES FOR "baa.nchnaa"
Ghazal
sab se nazar bachaa ke vo mujh ko kuchh aise dekhtaa
ek daf'a to ruk ga.ii gardish-e-maah-o-saal bhii
Parveen Shakir
Ghazal
tirii naazukii se jaanaa ki ba.ndhaa thaa ahd bodaa
kabhii tuu na to.D saktaa agar ustuvaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
raat mujrim thii daaman bachaa le ga.ii
din gavaaho.n kii saf me.n kha.Daa rah gayaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
mai.n is umiid pe Duubaa ki tuu bachaa legaa
ab is ke baa'd miraa imtihaan kyaa legaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
hai aashiqii me.n rasm alag sab se baiThnaa
but-KHaana bhii haram bhii kaliisaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
ba.De tahammul se rafta rafta nikaalnaa hai
bachaa hai jo tujh me.n meraa hissa nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
barsaat kaa baadal to diivaana hai kyaa jaane
kis raah se bachnaa hai kis chhat ko bhigonaa hai
Nida Fazli
Ghazal
itne hisso.n me.n baT gayaa huu.n mai.n
mere hisse me.n kuchh bachaa hii nahii.n