SEARCH RESULTS
Showing search results for "baad-e-sabaa"
Ghazal MATCHES FOR "baad-e-sabaa"
Ghazal
baad-e-sabaa KHamosh ho gulzaar chup rahe.n
vo baat kar rahaa hai KHabar-daar chup rahe.n
Faiyyaz Bostan
Ghazal
aa.ii KHizaa.n to baad-e-sabaa khii.nch lii ga.ii
jaise gulo.n ke lab se du.aa khii.nch lii ga.ii
Mohammad Afzal
Ghazal
KHiraam-e-mauja-e-baad-e-sabaa se miltii rahe
tirii KHabar mujhe abr-e-rasaa se miltii rahe
Saima Zaidi
Ghazal
baad-e-sabaa ye zulm KHudaa-raa na kiijiyo
is bevafaa se zikr hamaaraa na kiijiyo
Hafeez Merathi
Ghazal
kho.e hu.e sahraa tak ai baad-e-sabaa jaanaa
vo KHaak-e-junuu.n merii aa.nkho.n se lagaa jaanaa
Varis Kirmani
Ghazal
baad-e-sabaa hai raqs me.n KHud laala-zaar hai
aise me.n aap aa.e.n to lutf-e-bahaar hai
Fazal Haq Azimabadi
Ghazal
Athar Nafees
Ghazal
vo baad-e-sabaa rashk-e-chaman yaad rahegii
vo jaan-e-Gazal vaj.h-e-suKHan yaad rahegii
Sheeraz Sagar
Ghazal
chau.nk chau.nk uThtaa huu.n ai baad-e-sabaa raat ga.e
kaun detaa hai dar-e-dil pe sadaa raat ga.e
Mutrib Baliyavi
Ghazal
Yawar Warsi
Ghazal
hasrat-e-baad-e-sabaa aisii jagah laa.ii ho
sham-e-sozaa.n kaa yuu.n bujhnaa bhii masiihaa.ii ho
Satyanishtha
Ghazal
sahn-e-chaman me.n baad-e-sabaa mahv-e-raqs hai
yaa zehn me.n KHayaal tiraa mahv-e-raqs hai
Zeeshan Niyazi
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Zahoor Biswani
Ghazal
aah ko baad-e-sabaa dard ko KHushbuu likhnaa
hai bajaa zaKHm-e-badan ko gul-e-KHud-rau likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Salahuddin Nayyar
Ghazal
dil ke gulshan me.n chalii baad-e-sabaa raat ga.e
KHuub chhaa.ii tirii yaado.n kii ghaTaa raat ga.e