SEARCH RESULTS
Showing search results for "bachat"
Ghazal MATCHES FOR "bachat"
Ghazal
baahar galii me.n bhaarii fauj-e-KHudaa pa.Dii thii
ham kaafir-e-mohabbat naa-chaar chhat se nikle
Farhat Ehsas
Ghazal
mere tevar hii ai 'maqsuud' bachat hai merii
saKHt mushkil me.n bhii niilaam ye zevar na hu.aa
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
bhartii kaa ek mai.n hii bachaa thaa nikal gayaa
ab teraa she'r saaf hai ko.ii bharat nahii.n
Ali Tasif
Ghazal
mere malbe kii bachat roz khaTaktii thii use
mere vahshii ne mujhe baar-e-digar tanhaa kiyaa
Osama Khalid
Ghazal
sab se nazar bachaa ke vo mujh ko kuchh aise dekhtaa
ek daf'a to ruk ga.ii gardish-e-maah-o-saal bhii
Parveen Shakir
Ghazal
Gam agarche jaa.n-gusil hai pa kahaa.n bache.n ki dil hai
Gam-e-ishq gar na hotaa Gam-e-rozgaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kahii.n nahii.n ko.ii suuraj dhu.aa.n dhu.aa.n hai fazaa
KHud apne aap se baahar nikal sako to chalo
Nida Fazli
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ghar sajaane kaa tasavvur to bahut baa'd kaa hai
pahle ye tai ho ki is ghar ko bachaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
dilo.n kii uljhane.n ba.Dhtii rahe.ngii
agar kuchh mashvare baaham na ho.nge
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
raat mujrim thii daaman bachaa le ga.ii
din gavaaho.n kii saf me.n kha.Daa rah gayaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
baaham-digar hu.e hai.n dil o diida phir raqiib
nazzaara o KHayaal kaa saamaa.n kiye hu.e