SEARCH RESULTS
Showing search results for "bachche"
Ghazal MATCHES FOR "bachche"
Ghazal
khelne ke liye bachche nikal aa.e ho.nge
chaa.nd ab us kii galii me.n utar aayaa hogaa
Kaif Bhopali
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
sab zide.n us kii mai.n puurii karuu.n har baat sunuu.n
ek bachche kii tarah se use ha.nstaa dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
ghar se masjid hai bahut duur chalo yuu.n kar le.n
kisii rote hu.e bachche ko ha.nsaayaa jaa.e
Nida Fazli
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
azmate.n apne charaaGo.n kii bachaane ke liye
ham kisii ghar me.n ujaalaa nahii.n hone dete
Meraj Faizabadi
Ghazal
jugnuu ko din ke vaqt parakhne kii zid kare.n
bachche hamaare ahd ke chaalaak ho ga.e
Parveen Shakir
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
kaisii achchhii baat hai 'zehra' teraa naam
bachche apne bachcho.n ko batlaate hai.n
Zehra Nigaah
Ghazal
facebook vaqt agar de to ye pyaare bachche
apne KHaamosh buzurgo.n kii shikaayat samjhe.n
Ali Zaryoun
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
yuu.n lagaa jaise ko.ii itr fazaa me.n ghul jaa.e
jab kisii bachche ne qur.aa.n kii tilaavat kii hai
Rahat Indori
Ghazal
ham kuchh aise tire diidaar me.n kho jaate hai.n
jaise bachche bhare baazaar me.n kho jaate hai.n
Munawwar Rana
Ghazal
tum kahaa.n us kunj-e-aazaar me.n kho.ii hu.ii ho
tum ko to mere bachche kii maa.n honaa thaa
Sarvat Husain
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
kiraaye-daar kii aa.nkho.n me.n aa ga.e aa.nsuu
banaa.e baiThe the bachche makaan kaaGaz par
Yasir Khan Inam
Ghazal
mai.n ne haatho.n se bujhaa.ii hai dahaktii hu.ii aag
apne bachche ke khilaune ko bachaane ke liye