SEARCH RESULTS
Showing search results for "bachuu.n"
Ghazal MATCHES FOR "bachuu.n"
Ghazal
mai.n shar kii sharaarat se to hoshyaar huu.n lekin
allaah bachaa.e to bachuu.n KHair ke shar se
Pinhaan
Ghazal
dahan-e-gurg se jiitaa jo bachuu.n sahraa me.n
zab.h karne ke liye mol le qassaab mujhe
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jo chaahtaa hai ki pastii me.n girte girte bachuu.n
nazar kaa apnii asaa de ki mai.n sambhal jaa.uu.n
Ibraheem Hosh
Ghazal
yaa-ilaahii mujhe taufiiq ataa kar aisii
har buraa.ii se bachuu.n umr basar hone tak
Lateef Nazi
Ghazal
saaqii shitaab jaam-e-subuuhii pilaa mujhe
kyaa jaaniye bachuu.n na bachuu.n mai.n KHumaar tak
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
Masood Ahmad
Ghazal
mai.n shaam hote hii suuraj ke saath Duub na jaa.uu.n
bachuu.n me.n kaise ki ye KHauf mere andar hai
Qamar Siddiqui Fatehpuri
Ghazal
sab se nazar bachaa ke vo mujh ko kuchh aise dekhtaa
ek daf'a to ruk ga.ii gardish-e-maah-o-saal bhii
Parveen Shakir
Ghazal
Gam agarche jaa.n-gusil hai pa kahaa.n bache.n ki dil hai
Gam-e-ishq gar na hotaa Gam-e-rozgaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ghar sajaane kaa tasavvur to bahut baa'd kaa hai
pahle ye tai ho ki is ghar ko bachaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
raat mujrim thii daaman bachaa le ga.ii
din gavaaho.n kii saf me.n kha.Daa rah gayaa
Waseem Barelvi
Ghazal
phir bhar rahaa huu.n KHaama-e-mizhgaa.n ba-KHuun-e-dil
saaz-e-chaman taraazi-e-daamaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
mai.n is umiid pe Duubaa ki tuu bachaa legaa
ab is ke baa'd miraa imtihaan kyaa legaa
Waseem Barelvi
Ghazal
u.Dne do parindo.n ko abhii shoKH havaa me.n
phir lauT ke bachpan ke zamaane nahii.n aate