SEARCH RESULTS
Showing search results for "bak"
Ghazal MATCHES FOR "bak"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
vaqt ne aise ghumaa.e ufuq aafaaq ki bas
mehvar-e-gardish-e-saffaak se KHauf aataa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
Gairo.n se mil ke hii sahii be-baak to hu.aa
baare vo shoKH pahle se chaalaak to hu.aa
Muneer Niyazi
Ghazal
apne baa'd haqiiqat yaa afsaana chho.Daa thaa
phuul khile the mai.n ne jab viiraana chho.Daa thaa
Obaid Siddiqi
Ghazal
Mela Ram Wafa
Ghazal
Tuk ho.nT hilaa.uu.n to ye kahtaa hai na bak be
aur paas jo baiThuu.n to sunaataa hai sarak be
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
jhuk ga.ii jab ye anaa tere dar-e-saffaak par
mujh se mat puuchho ki kyaa guzrii dil-e-be-baak par
Wasi Shah
Ghazal
baaGo.n se u.Daa.ii hu.ii KHushbuu hii sahii tuu
mai.n nik.hat-e-be-baak kaa parda to nahii.n huu.n