SEARCH RESULTS
Showing search results for "banda-e-parvar-digaar"
Ghazal MATCHES FOR "banda-e-parvar-digaar"
Ghazal
buto haqiir na samjho hame.n KHudaa ke liye
Gariib banda-e-parvar-digaar ham bhii hai.n
Fazal Husain Sabir
Ghazal
ab aur KHizr se kyaa chaahtii hai pyaas mirii
saraab-e-rahmat-e-parvar-digaar de to diyaa
Jameel Mazhari
Ghazal
na badraqa hai na ko.ii rafiiq saath apne
faqat inaa.yat-e-parvar-digaar raah me.n hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Jamuna Parsad Rahi
Ghazal
sipaah-e-shaam ke neze pe aaftaab kaa sar
kis ehtimaam se parvar-digaar-e-shab niklaa
Iftikhar Arif
Ghazal
idhar bhii suurat-e-zaahid ko.ii nigaah-e-karam
ki tere bando.n me.n parvar-digaar ham bhii hai.n
Nawab Umrao Bahadur Diler
Ghazal
jism jab maa.il-e-parvaaz-e-digar hotaa hai
manzil-e-shauq ko phir meraa safar hotaa hai
Ghalib Ahmad
Ghazal
idhar bhii mehrbaanii kiijiyegaa
zamii.n ko aasmaanii kiijiyegaa
Khwaja Ghulamussyedain Rabbani
Ghazal
banda-parvar pahle dil par haath rakh kar dekhnaa
phir kisii ke haath me.n poshiida patthar dekhnaa
Afzal Kiratpuri
Ghazal
Qurbi Velori
Ghazal
duKHtar-e-raz se ulajhte ho ye kyaa hazrat-e-shaiKH
banda-parvar ye bu.Dhaape me.n la.Dakpan kaisaa
Natiq Gulavthi
Ghazal
banda-parvar aap kii to zindagii aabaad hai
aap ko is se Garaz kyaa gar ko.ii barbaad hai
Mukesh Indori
Ghazal
na ho.n aa.nkhe.n to paikar kuchh nahii.n hai
jo hai baahar hai andar kuchh nahii.n hai
Anwar Shuoor
Ghazal
lag ga.e mujh me.n bhalaa kaun se surKHaab ke par
log kyo.n mujh ko ba-andaaz-e-digar dekhte hai.n
Rahbar Tabani Dariyabadi
Ghazal
na rukte hai.n aa.nsuu na thamte hai.n naale
kaho ko.ii kaise mohabbat chhupaa le