SEARCH RESULTS
Showing search results for "bazme.n"
Ghazal MATCHES FOR "bazme.n"
Ghazal
ab bhii dil vaalo.n kii bazme.n sajtii hai.n lekin
pahle mele lagte the ab majma.a lagtaa hai
Navin C. Chaturvedi
Ghazal
Javed Mehdi
Ghazal
KHaana-KHaraab-haal se be-kaifiyaa.n na puuchh
shaame.n udaas ho ga.ii.n bazme.n badal ga.ii.n
Rizwan Saeed
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Gam agarche jaa.n-gusil hai pa kahaa.n bache.n ki dil hai
Gam-e-ishq gar na hotaa Gam-e-rozgaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ghar sajaane kaa tasavvur to bahut baa'd kaa hai
pahle ye tai ho ki is ghar ko bachaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
vaqt aane de dikhaa de.nge tujhe ai aasmaa.n
ham abhii se kyuu.n bataa.e.n kyaa hamaare dil me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
aah ye majma-e-ahbaab ye bazm-e-KHaamosh
aaj mahfil me.n 'firaaq'-e-suKHan-aaraa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
kyaa bataa.e.n pyaar kii baazii vafaa kii raah me.n
kaun jiitaa kaun haaraa ye kahaanii phir sahii
Masroor Anwar
Ghazal
bazm-e-dushman se tujhe kaun uThaa saktaa hai
ik qayaamat kaa uThaanaa hai uThaanaa teraa