SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-qafas"
Ghazal MATCHES FOR "be-qafas"
Ghazal
jo phiraa ke us ne mu.nh ko ba-qafaa naqaab ulTaa
udhar aasmaan ulTaa udhar aaftaab ulTaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
miltii hii nahii.n qaid-e-tamannaa se rihaa.ii
ham kis qafas-e-be-dar-o-diivaar me.n aa.e
Shaukat Wasti
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
uf is aazaadi-e-be-ha.ngaam kii majbuuriyaa.n
mai.n qafas ke paas yuu.n baiThaa hii rahtaa par khulaa
Fani Badayuni
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
abhii chaman hai qafas to abhii qafas hai chaman
nazaara-e-chaman-e-rozgaar kartaa jaa
Bekhud Mohani
Ghazal
Afqar Mohani
Ghazal
barsaa.e jitne phuul qafas par bahaar ne
sab chun liye vo mere dil-e-be-qaraar ne
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
ai aarzuu-e-shauq tujhe kuchh KHabar hai aaj
husn-e-nazar-navaaz hariif-e-nazar hai aaj
Tajwar Najibabadi
Ghazal
mai.n jo haasil tire kuuche kii gadaa.ii kartaa
bandagii kahte hai.n kis shai ko KHudaa.ii kartaa
Shad Azimabadi
Ghazal
agar qafas me.n nasiim-e-bahaar aa jaa.e
to be-qaraar ko shaayad qaraar aa jaa.e
Saqib Kanpuri
Ghazal
abruu kaa vaar aur dil-e-be-qaraar par
kyo.n rakh liyaa Gariib ko KHanjar kii dhaar par
Barq Dehlvi
Ghazal
shauq ko be-adab kiyaa ishq ko hausla diyaa
uzr-e-nigaah-e-dost ne jurm-e-nazar sikhaa diyaa
Basit Bhopali
Ghazal
Gunche kii tarah shab qafas-e-rang-o-buu rahaa
maanind-e-gul sahar ko bikharnaa pa.Daa mujhe
Urfi Aafaqi
Ghazal
der ho jaa.egii phir kis ko sunaa.ii doge
dasht KHud bol uThegaa to duhaa.ii doge
Shahzad Qamar
Ghazal
be-sabab hii ko.ii patthar to na aayaa hogaa
aa.iina aap ne auro.n ko dikhaayaa hogaa