SEARCH RESULTS
Showing search results for "bekaar"
Ghazal MATCHES FOR "bekaar"
Ghazal
achchhaa saa ko.ii mausam tanhaa saa ko.ii aalam
har vaqt kaa ronaa to be-kaar kaa ronaa hai
Nida Fazli
Ghazal
be-faa.eda alam nahii.n be-kaar Gam nahii.n
taufiiq de KHudaa to ye nemat bhii kam nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
vo mire hai.n mujhe mil jaa.e.nge aa jaa.e.nge
aise bekaar KHayaalaat ne dil to.D diyaa
Sudarshan Faakir
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
bikhraa pa.Daa hai tere hii ghar me.n tiraa vajuud
bekaar mahfilo.n me.n tujhe Dhuu.nDtaa huu.n mai.n
Qateel Shifai
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
tuu bhii KHushbuu hai magar meraa tajassus bekaar
barg-e-aavaara kii maanind Thikaane mere
Ahmad Faraz
Ghazal
be-kaar jii pe bojh liye phir rahe ho tum
dil hai tumhaaraa phuul saa afsos mat karo
Bashir Badr
Ghazal
tiirgii chho.D ga.e dil me.n ujaale ke KHutuut
ye sitaare mire ghar TuuT ke bekaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
bekaar gayaa ban me.n sonaa miraa sadiyo.n kaa
is shahr me.n to ab tak sikka bhii nahii.n badlaa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
mai.n kisii shaKHs se bezaar nahii.n ho saktaa
ek zarra bhii to be-kaar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
zikr-e-jaanaa.n me.n ye duniyaa ko kahaa.n le aa.e
log kyuu.n mas.ale bekaar ke rakh dete hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
dast-o-paa rakhte hai.n aur be-kaar kyo.n baiThe rahe.n
ham uThe.nge apnii qismat ko banaane ke liye
Syed sadiq husain
Ghazal
mujh se tum kaam na lo kaam me.n laa.o mujh ko
ko.ii to shahr me.n aisaa hai ki be-kaar nahii.n