SEARCH RESULTS
Showing search results for "bikhraav"
Ghazal MATCHES FOR "bikhraav"
Ghazal
narm shaano.n pe na bikhraav ghanerii zulfe.n
in ghaTaa.o.n se shab-e-taar dahal jaa.egii
Jaleel nizami
Ghazal
mutma.in thaa din ke bikhraav se mai.n lekin ye raat
daana-daana phir ajab Dhab se pirotii hai mujhe
Shahram Sarmadi
Ghazal
shaaKH se TuuTte patto.n kaa nazaara kar ke
mere andar kahii.n bikhraav saa aa jaataa hai
Mushtaq Ahmad Mushtaq
Ghazal
KHushbuu kaa ye bikhraav bhii tauhiin-e-chaman hai
ehsaas tujhe baad-e-sahar kyo.n nahii.n hotaa
Ehsan Danish
Ghazal
log ye TuuTe hu.e yuu.n bhii anaa rakhte hai.n
kyuu.nki chhup jaataa hai bikhraav anaa ke piichhe
meenakshi jijivisha
Ghazal
vaadii-e-jism me.n bikhraav nahii.n chaahte hai.n
ham tire haatho.n ko.ii ghaav nahii.n chaahte hai.n
Faiz Khalilabadi
Ghazal
dil giraa.n-baarii-e-vahshat me.n jidhar jaataa hai
shab-e-marhuum ke KHvaabo.n saa bikhar jaataa hai
Hanif Tarin
Ghazal
zindagii ke har qadam par ik nayaa bikhraav hai
ham ba.Dii tartiib se be-rah-ravii tak aa ga.e
Khalid Akhlaq
Ghazal
zindagii ke har qadam par ik nayaa bikhraav hai
ham ba.Dii tartiib se be-rah-ravii tak aa ga.e
Khalid Akhlaq
Ghazal
sajii sajaa.ii sa.nvarii simTii zulfo.n me.n
kitnaa hai bikhraav dikhaa.uu.n dekhoge
Iqbal Aslam
Ghazal
ek hii baat hai dekho mujhe yaa mujh ko suno
meraa bikhraav mirii guu.njtii aavaaz me.n hai
Aftab Hussain
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ye zulf agar khul ke bikhar jaa.e to achchhaa
is raat kii taqdiir sa.nvar jaa.e to achchhaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
vo to KHush-buu hai havaa.o.n me.n bikhar jaa.egaa
mas.ala phuul kaa hai phuul kidhar jaa.egaa