SEARCH RESULTS
Showing search results for "botaa"
Ghazal MATCHES FOR "botaa"
Ghazal
sabz hotii hii nahii.n ye sarzamii.n
tuKHm-e-KHvaahish dil me.n tuu botaa hai kyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ik havaa-e-be-takaa.n se aaKHirash murjhaa gayaa
zindagii bhar jo mohabbat ke shajar botaa rahaa
Bashir Badr
Ghazal
dushman ne merii raah me.n kaa.nTe bichhaa diye
aur mai.n uThaa to phuul hii botaa chalaa gayaa
Nushur Wahidi
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
jis ko is fasl me.n honaa hai baraabar kaa shariik
mere ehsaas me.n tanhaa.iyaa.n kyuu.n botaa hai
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
kudaal-e-KHaama se botaa huu.n mai.n junuu.n 'saarim'
so ugte rahte hai.n diivaane mere kaaGaz se
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
vo zubuu.n-baKHt shajar huu.n mai.n ki dahqaa.n meraa
piichhe botaa hai mujhe pahle tabar letaa hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
mai.n 'mumtaaz' gulaabo.n jaisaa hone ko
us kii KHushbuu dil me.n botaa jaataa thaa
Mumtaz Gurmani
Ghazal
baaGbaa.n koshish-e-bejaa pe magan hai lekin
bha.ng botaa hai jo gulshan me.n samar kyaa legaa