SEARCH RESULTS
Showing search results for "buzurgii"
Ghazal MATCHES FOR "buzurgii"
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Kumar Pashi
Ghazal
aa gayaa us kii buzurgii kaa KHayaal aa.ndhii ko
ve jo ik raah me.n bosiida shajar aa gayaa hai
Zia Zameer
Ghazal
Aamir Azher
Ghazal
kahii.n KHatre me.n na pa.D jaa.e buzurgii apnii
log is KHauf se chhoTo.n kaa adab kar rahe hai.n
Shakeel Jamali
Ghazal
pas-e-KHum piine me.n hai kyaa buzurgii
jo piinaa hai to phir chhup kar piye kyuu.n
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Zoya Shaikh
Ghazal
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
chehre pe buzurgii ke asaraat bataate hai.n
ik saaneha tujh par bhii guzraa hai javaanii me.n
Zulfiqar Zaki
Ghazal
Babar Ali Asad
Ghazal
mash.huur thii buzurgii un kii sabho.n se lekin
apne ta.ii.n ta.aaruf chandaa.n na thaa ziyaa se
Raza Azimabadi
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
sab ko sardaarii buzurgii se nahii.n miltii hai
aise sar bhii hai.n jo dastaar me.n ug aate hai.n
Ehsaan Ghaman
Ghazal
Ganiimat hai mujh ko buzurgii ye itnii
mai.n taalib huu.n teraa aur tuu jaan-e-man hai
nayan sukh
Ghazal
mire bachche tiraa bachpan to mai.n ne bech Daalaa
buzurgii o.Dh kar kaa.ndhe tire KHam ho ga.e hai.n
Musavvir Sabzwari
Ghazal
jhuriyaa.n jild pe aane se buzurgii kaisii
ham to andar kii haraarat se javaa.n rahte hai.n
Sanjay Mishra Shauq
Ghazal
hai tavaazo bhii buzurgii kaa nishaa.n
kyuu.n na ho piirii me.n jism-e-zaar kaj