SEARCH RESULTS
Showing search results for "buzurgo"
Ghazal MATCHES FOR "buzurgo"
Ghazal
zahe-nasiib mohammad kaa naam-levaa huu.n
hai laakh shukr KHudaa-e-buzurg-o-bartar kaa
Rafiq Raaz
Ghazal
ham ne maanaa ye ki zaahid hai buzurg-o-mohtaram
baat kartaa hai magar kambaKHt bachkaana abhii
Shauq Bahraichi
Ghazal
KHudaa buzurg-o-Ganii KHalq mahv-e-qiil-o-qaal
faqiir shaad-o-magan hujra-e-vilaayat me.n
Amir Hamza Saqib
Ghazal
Shabeena Adeeb
Ghazal
Yasir Iqbal
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
pahu.nchaa hai buzurgo.n ke bayaano.n se jo ham tak
kyaa baat hu.ii kyuu.n vo zamaana nahii.n aataa
Waseem Barelvi
Ghazal
buzurg kahte the ik vaqt aa.egaa jis din
jahaa.n pe Duubegaa suuraj vahii.n se niklegaa
Rahat Indori
Ghazal
ravish buzurgo.n kii shaamil hai merii ghuTTii me.n
zaruuratan bhii sakhii kii taraf nahii.n dekhaa
Munawwar Rana
Ghazal
laazim nahii.n ki KHizr kii ham pairvii kare.n
jaanaa ki ik buzurg hame.n ham-safar mile
Mirza Ghalib
Ghazal
vaz'-daarii to buzurgo.n kii amaanat hai magar
ab ye bikte hu.e zevar nahii.n dekhe jaate
Meraj Faizabadi
Ghazal
chaa.nd taare mire qadmo.n me.n bichhe jaate hai.n
ye buzurgo.n kii du.aa.o.n kaa asar lagtaa hai
Anjum Rehbar
Ghazal
talaash jin ko hamesha buzurg karte rahe
na jaane kaun sii duniyaa me.n vo KHazaane the