SEARCH RESULTS
Showing search results for "chi.dtaa"
Ghazal MATCHES FOR "chi.dtaa"
Ghazal
jab kabhii chhi.Dtaa hai zikr-e-rasm-o-raah-e-aashiqii
log lete hai.n adab se tere diivaane kaa naam
Anjum Abbasi
Ghazal
barbaadii-e-dil kaa jo mirii chhi.Dtaa fasaana
afsaane tire dast-e-hinaa.ii ke nikalte
Shauq Mahri
Ghazal
shauq me.n meh.ndii ke vo be-dast-o-paa honaa tiraa
aur miraa vo chhe.Dnaa vo gudgudaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
phir chaahtaa huu.n naama-e-dildaar kholnaa
jaa.n nazr-e-dil-farebi-e-unvaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n ki tum hii mujhe ijaazat do
tumhaarii tarah se ko.ii gale lagaa.e mujhe
Bashir Badr
Ghazal
mai.n KHud ye chaahtaa huu.n ki haalaat ho.n KHaraab
mere KHilaaf zahr ugaltaa phire ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
biimaar ko maraz kii davaa denii chaahiye
mai.n piinaa chaahtaa huu.n pilaa denii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
apne ho.nTo.n par sajaanaa chaahtaa huu.n
aa tujhe mai.n gungunaanaa chaahtaa huu.n
Qateel Shifai
Ghazal
KHvaab kii tarah bikhar jaane ko jii chaahtaa hai
aisii tanhaa.ii ki mar jaane ko jii chaahtaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
badan churaa ke vo chaltaa hai mujh se shiisha-badan
use ye Dar hai ki mai.n to.D pho.D duu.ngaa use
Rahat Indori
Ghazal
ajiib shaKHs hai naaraaz ho ke ha.nstaa hai
mai.n chaahtaa huu.n KHafaa ho to vo KHafaa hii lage
Bashir Badr
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
mai.n roknaa hii nahii.n chaahtaa thaa vaar us kaa
girii nahii.n mire haatho.n se Dhaal vaise hii