SEARCH RESULTS
Showing search results for "daa.era"
Ghazal MATCHES FOR "daa.era"
Ghazal
daa.era-vaar hii to hai.n ishq ke raaste tamaam
raah badal rahe hai.n aap aap bahut ajiib hai.n
Pirzada Qasim
Ghazal
pe.D ke niiche shikaarii jaal phailaa.e hu.e
aur parinda shaaKH par baiThaa Daraa sahmaa hu.aa
Jahangeer nayab
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Tousief Tabish
Ghazal
ek vahshat daa.era-dar-daa.era phirtii rahii
ek sahraa silsila-dar-silsila raushan hu.aa
Aziz Nabeel
Ghazal
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
ye mustatiil saa KHaaka ki jis ko ghar kahiye
usii ke daa.era o dar me.n merii jannat hai
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
agar kabhii tire aazaar se nikaltaa huu.n
to apne daa.era-e-kaar se nikaltaa huu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
duniyaa ye ghuumtii rahe parkaar kii tarah
ik daa.era zamii.n pe banaanaa pa.Daa mujhe
Sidra Sahar Imran
Ghazal
daa.era dar daa.era paanii kaa raqs jaavedaa.n
aa.nkh kii putlii ko dariyaa ke bha.nvar achchhe lage
Asad Badayuni
Ghazal
halqa kii naaf-e-yaar ke taa'riif kyaa karuu.n
gol aisaa daa.era nahii.n parkaar ne kiyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
qadiim kar ga.ii KHvaahish jadiid hone kii
kise KHabar thii yahaa.n tak vo daa.era hogaa
Sagheer Malal
Ghazal
banaa ke daa.era yaade.n simaT ke baiTh ga.ii.n
ba-vaqt-e-shaam jo dil kaa alaa.o jalne lagaa
Ameer Imam
Ghazal
daa.era khii.nch ke baiThaa huu.n ba.Dii muddat se
KHud se nikluu.n to kisii aur kaa rasta dekhuu.n