SEARCH RESULTS
Showing search results for "daaroga"
Ghazal MATCHES FOR "daaroga"
Ghazal
KHuub dozaKH kii musiibat se bache ham 'hasrat'
is kaa daaroGa vahii yaar kaa darbaa.n niklaa
Hasrat Mohani
Ghazal
uThaa ke le gayaa daaroGa-e-fanaa shaayad
khulaa hu.aa hai dar-e-KHaak-daa.n kahaa.n gayaa mai.n
Ejaz Gul
Ghazal
daaroGa-e-Gam KHuub nazar rakhte the lekin
ik saaneha is dil pe muqarrar na hu.aa thaa
Mohammad Iftikharul Haq Samaj
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
go daava-e-taqvaa nahii.n dargaah-e-KHudaa me.n
but jis se ho.n KHush aisaa gunahgaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
jam.a the raat mire ghar tire Thukraa.e hu.e
ek dargaah pe sab raa.nda-e-dargaah mile
Umair Najmi
Ghazal
vo meraa dost hai saare jahaa.n ko hai ma.aluum
daGaa kare vo kisii se to sharm aa.e mujhe
Qateel Shifai
Ghazal
dard-o-Gam-e-firaaq ke ye saKHt marhale
hairaa.n huu.n mai.n ki phir bhii tum itne hasii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
shikva saa ik dariicha ho nashsha saa ik sukuut
ho shaam ik sharaab sii aur la.Dkha.Daa.uu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
gar de gayaa daGaa hame.n tuufaan bhii 'qatiil'
saahil pe kashtiyo.n ko Duboyaa kare.nge ham
Qateel Shifai
Ghazal
dariicha baaz hai yaado.n kaa aur mai.n
havaa suntaa huu.n mai.n pe.Do.n kii zabaa.n se